Main kehta hoon iss dil ko dil mein basa lo,
wo kehte hain humse nigahen mila lo
nigahon ko maloom kya dil ki haalat
nigahon nigahon mein kya baat hogi
mohabbat ka jab humbne chhera fasana
to gore se mukhre pe aaya paseena
jo nikle the ghar se to kya jante the
ke yun dhoop mein aj barsaat hogi
------
badha ke pyaas meri ussne hath chor diya
wo kar rha tha murabbat bhi dillagi ki tarah
has ke bola karo bulaya karo
aapka ghar hai aaya jaya karo
hadd se badhkar haseen lagte ho
jhoothi kasme zaroor khaya karo
wo kehte hain humse nigahen mila lo
nigahon ko maloom kya dil ki haalat
nigahon nigahon mein kya baat hogi
mohabbat ka jab humbne chhera fasana
to gore se mukhre pe aaya paseena
jo nikle the ghar se to kya jante the
ke yun dhoop mein aj barsaat hogi
------
badha ke pyaas meri ussne hath chor diya
wo kar rha tha murabbat bhi dillagi ki tarah
has ke bola karo bulaya karo
aapka ghar hai aaya jaya karo
hadd se badhkar haseen lagte ho
jhoothi kasme zaroor khaya karo
Shafaq, Dhanuk, Mehtab, Ghataye, Taare, Nagme, Bijli, Phool
uss daman mein kya kya kuch hai
wo daman haath mein aaye to
wo na aaye to satati hai khaleesh si dil ko
wo jo aayen to khaleesh aur jawan hoti hai